Aug 4, 2015

CURRENT AFFAIRS

1) state ko 5 sal tak discount dene wala gst bil ko cabinet ne manzuri di.
2) vihsalbloar burocrat sanjay chaturvedi,'gunj' ke ansu gupta ko reman megsthe award diya gaya. - sanjay chaturvedi 'aiems' ke deputy secretry he.unko award ke liye ' imjent leadership' catgory ke taht select kiya gaya. - 'gunj' nam ki ngo saru karne wale ansu gupta 'cultur of giving' ke creativ wison ke liye select huye.
3) sebi: securty and exchange board of india.
4) sebi ne sahara mutual fund ka liacence cansel kiya.
5) rameswar me dr.apj abdul kalam ko rajkiy owner ke sath vida antim viday di gayi.
6) mumbai dhamake ke gunegar yakub memon ko nagpur ki central jail me fasi di gayi.
7) west bengal and oddisa me philhal chakrvati tufan 'komene' ki bajah se bhari barish hone ka anuman.
8) rus ne mh-17 pe international tribunal banane ki deamand vale sayunkat rastra pe vito use kiya.
9) dale styen ne test cricket me 400 vicket pure kiye.
10) mitchel johnsan ne test cricket me 300 wicket pure kiye..

No comments:

Post a Comment